wah uncle, uncle urfi to mere favorite dramas mein say aik hai. but unfortunately, iski DVD porey pakistan mein nahi milti. aur jo market mein ciculate kar rahi hai woh damaged hai as in aadha drama kata hua hai . aur baaki puraney dramey aur shows like zia mohayudidn show, silve jubilee available hi nahi hain. kisi PTV ki “bhankar almaari” mein sarr rahe hongagey. kya hi acha hota ke unhein release kar dein taake hamara shauk poora ho jaye.