aur mulk ke maya naaz khusray Boby ki guru ke intiqaal per MQM ke Quaid e tehreek Jnaab Altaf Hussain ne dili ranj o gham ka izhar kiya hai.. unhon ne apne paighaam main kaha hai ke funkaar log qom ka asaasa hain (jaise ke Altaf Hussain khud).
Khusra is a derogatory term. Proper literary term is khwaaja sara.
Mumtaaz khwaaja saraa Almaas Bobby nay PTI join karnay ka faisla kar liya.
Yeh baat unhon nay aaj seh-peher apni press kaanfrence may bataai.
Vo aaj say apnay saathion kay saath Islamabad dharnay may shaamil ho kar ihtejaaj ka hissa banain gi.
Khusra is a derogatory term. Proper literary term is khwaaja sara.
Mumtaaz** khwaaja saraa** Almaas Bobby nay PTI join karnay ka faisla kar liya.
Yeh baat unhon nay aaj seh-peher apni press kaanfrence may bataai.
Vo aaj say apnay saathion kay saath Islamabad dharnay may shaamil ho kar ihtejaaj ka hissa banain gi.
MQM ke rehnuma Haider Abbas Rizvi ne kaha hai ke Quaid e Tehreek Janab Altaf Hussain bhai ne ye baat ke ‘agar Karachi ka Mandate pasand nahin to Karachi ko Pakistan se alag kar do’ azrah e mazaaq kahi thi. isse ‘sayyaq o sabaaq’ ke sath samajhna chaiye :halo:
Miyan Shahbaz Sharif ne 3 maheene main Loadshedding ka khatima ‘Josh e Khitaabat’ main kiya tha.. hamen** virse** main masail mile hain.. Khazana Khali hai... Wazeer Azam qom ko tasali dete huwe ro paRe
Jhoot bolne per Nawaz Shareef ka Muwakhiza hona chaiye… Molana Tahir ul Qadri