وہ سلسلے وہ شوق وہ نسبت نہیں رہی
اب زندگی میں ہجر کی وحشت نہیں رہی
ٹوٹا ہے جب سے اسکی مسیحائی کا طلسم
دل کو کسی مسیحا کی حاجت نہیں رہی
پھر یوں ہوا کے کوئی شناسا نہیں رہا
پھر یوں ہوا کے درد میں شدت نہیں رہی
پھر یوں ہوا کے ہو گیا مصروف وہ بہت
اور ہم کو یاد کرنے کی فرصت نہیں رہی
اب کیا کسی کو چاہیں کے ہم کو تو ان دنوں
خود اپنے آپ سے بھی محبت نہیں رہی
.............................................................................................................
Wo silsilay wo shoq wo nisbat nahi rahi?
Ab zindagi main hijr ki vehshat nahi rahi?
Toota hai jab se us ki masihai ka talisam?
Dil ko kisi maseeha ki hajat nahi rahi?
Phir yun hua ke koi shanasa nahi raha?
Phir yun hua ke dard mein shiddat nahi rahi?
Phir yun hua ke ho gaya masroof wo bohat?
Aur hum ko yaad kerne ki fursat nahi rahi?
Ab kya kisi ko chahein ke hum ko to in dino?
Khud apne ap se bhi mohabbat nahi rahi.