Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen
Bus Ek Doobta Howa Suraj Meri Nazar Main Raha

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

:k: Good one Sannan Ahmed

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

Sannan Ahmed you are doing wonderful job! Thanks and keep it up.

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

thank you thank you

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

Sannan jii,,,,,ap ka andaze bayannnnn ,,,,,,,,,,,,,,


yeh kia ke tum bhi usi saa'ate zawal mai hoo
ke jis ke bad sabhi soorajon ka dhal jana

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

Boht khoob :k: :slight_smile:

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

Kia poochnay ka style hay aap ka …

YEH KOUN SA QAFLA HAI MERI MANZAL HAI KAHAN
MAIN KAB SE GUM ISS SAWAL MAIN HOON
PARESHANI KIA HAI AUR KIA HAI AASUDGI
MUJHE KHUD NAHIN PATA MAIN KIS HAL MAIN HOON

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

Aji choriyeee


jo mil gaye ho to ab rasm-e zamana hi sahi
werna ab pursishe ahwal se kai hota hai

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

Zara Ghor Say Suno……
Yunhi bhoolay bhatkay jo aa gaiey haiN idher tu itni hawa na day
k ghubaar-e-kooey malamtaN koi waqee’aa tu chupa rahay

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

Jii,,,,,
Ruka raha hai ajab dhoop chaon ka mausam
Guzer raha hai koi dil se badalon ki terhan

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

nice one sanan ..jeetay rahiey :)

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

shukaria … :crying: mujhay aaj dadi amaan buhat yaad aa rahi hain :yawn:

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

**Ohhhhhhhh .

Ajab More Par Tahra Hay Qafla Dil Ka
Sakoon Dhondany Niklay Thay WahShatain Bhe Gain **

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

Dekh a ker kabhi us ko jo terey hathon se
aisey ujrey hain ke Abad nahi honey ke

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

Daikh Kar Jo Humain Chup Chap Guzar Jata Hay
Uss Shakhas Ko Kabhi Hum Pyar Kia Kartay Thay

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

bahot khoob.......very very nice........!

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen

Etna gahra tha rang-e-hina oos ki hatheli par
Mere naam ki lakeer oos meiN kahiN kho gayee
Main bhatakta raha apni taqdeer ki talaash mein
Aur meri taqdeer mujhe dhooNdhate dhooNDhate so gayee

Re: Vida Yaar Ka Manzar Fraz Yaad Naheen


**Zabardust gee ...kia kahnay .......

Hota To Wohi Hay Jo Muqadar Main Likha Hota Hay
Leekan Woh Meray Khawab Meray Khawab **