"koee pyaar karay to **tumsay* karay, tum jaisay ho waisay karay. koee tumko badall ke pyaar karay, wo pyar nahi, wo sawda karay. AUR SAHIBAAN!, pyar main sawda nahi hota.."*
…
very hi funny kaka-AJ…
thanx 4 posting te sharing…
God bless u all…
DerVaisH
muhabatein theen kabhi apne dermian kitni…
bicha gaye hai anna hum mein doorian kitni…
abhi to toota hai dil hi teri judai mein…
girein gi hum pe abhi aur bijlian kitni…
Gham aur khushiyan hamain Khuda kae aur nazdeek ker daeti hain, hamain is baat ka yaqeen ho jata hai kae hamarae liyae jo rasta Khudawand kareem nae banaya hai, hamain sirif usi pae chalna hai aur ham apni merzi sae aik kadam idhar sae udhar nahin ker saktae.
[This message has been edited by khubsoorat khoab (edited January 20, 2002).]