Chullu bhar paani main nahanain ki baat aap ker rahi thi . . . paani say itna dar lagta hay nahana bhi chullu bhar paani say ![]()
main tau roz nahata hoon woh bhi shower say . . chullu bhar paani say nahin . . .
aik lateefa yaad aa gia . .
3 dost thay . . aik full nahaya dossray nain paon paani main daal ker kaha k
Pab nahata tay sab nahata . . . teesray nain uss ko galay lagaya aur kaha toon nahata tay main nahata ![]()
main khud he hans loon iss per kisi aur nain tau hansna nahin ![]()