Re: Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
***Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua Naseeb hon khushiyan tumhain tum khush raho sada Tum ko rahat milay , tum ko chahat milay Tumhain saray jahan ki muhabbat milay Jahan main sab se hon achay tumharay naseeb Koi dukh kabhi bhi na aaye qareeb tumharay Dil ki har aarzooo poori Khuda karay Tumhain chahnay walon ko kabhi bhi na juda karay Mil jayen tum ko meray bhi naseeb ki khushiyaan Dua hay bad tum ko kabhi gham na milay yahan
AL,
Once again thank you for sharing such a beautiful ghazal.
Bhaut Hee khoobsurat hai