***Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
Naseeb hon khushiyan tumhain tum khush raho sada
Tum ko rahat milay , tum ko chahat milay
Tumhain saray jahan ki muhabbat milay
Jahan main sab se hon achay tumharay naseeb
Koi dukh kabhi bhi na aaye qareeb tumharay
Dil ki har aarzooo poori Khuda karay
Tumhain chahnay walon ko kabhi bhi na juda karay
Mil jayen tum ko meray bhi naseeb ki khushiyaan
Dua hay bad tum ko kabhi gham na milay yahan
Re: Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
Bohat Khoobsurat Duaaon Wali Ghazal Share Ki Hai Aap Ne Apnay ~ Bohat Kam Log Aaisi Duaein Daitay Hain Apne Mehboob Ko Jo Bichar Chuka Ho Nice Ghazal By The Poet !Khush rahiye Amin !
Re: Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
jii pata hai bohot kum karte hein. thx for liking it :)
Re: Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
Kish Ko Fursat Koi Kub Sunta Hai
Kyun Humse Har Khushi Kho Gayi
Aap K Signature Ka Complete Hisa
Tumse Kahen Ya Hum Na Kahen
Kiske Liye Yeh Aansun Bahen
Kyon Hum Aise Pachtaye, Kaise Gham Hai Chupaye
Tumse Kahen Ya Hum Na Kahen
Tumse Kahen Ya Hum Na Kahen
Kisko Fursat, Koi Kab Sunta Hai
Kyon Humse Har Khushi Kho Gayi
Kis Se Kahen, Kya Hai Ab Kami
Armaan Jaage, To Kya Jaane
Kyon So Gaye Naseeb
Tumse Kahen Ya Hum Na Kahen
Kiske Liye Yeh Aansun Bahen
Roshni To Kho Gayi Hai
Reh Gaye Ab Sirf Saaye
Tumse Kahen Ya Hum Na Kahen
Re: Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
yeh song mera favorite hai
aj kal toh bohot he suna hai :D lolz
thx for posting :)
Re: Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
*bohat khooooooooob :-) *
Re: Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
nice sharing ajnabi ladki.
Re: Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
***Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua Naseeb hon khushiyan tumhain tum khush raho sada Tum ko rahat milay , tum ko chahat milay Tumhain saray jahan ki muhabbat milay Jahan main sab se hon achay tumharay naseeb Koi dukh kabhi bhi na aaye qareeb tumharay Dil ki har aarzooo poori Khuda karay Tumhain chahnay walon ko kabhi bhi na juda karay Mil jayen tum ko meray bhi naseeb ki khushiyaan Dua hay bad tum ko kabhi gham na milay yahan
AL,
Once again thank you for sharing such a beautiful ghazal.
Bhaut Hee khoobsurat hai
Re: Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
thanks all :)
Re: Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
Very nice stuff ajnabi_ladki :k: Thanx for sharing it with us ![]()
Re: Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
beautiful