Hum toot kar bikhare hain usy kia khabar
Zindagi gawwa k jee rahe hain usy kia khabar
Woh apni khushio mai magan hai is qadar
Hum tanhai ko pee rahe hain usy kia khabar
Woh apni jeet par heraan kau hai is qadar
Humne toh haar k jeeta hai usy usy kia khabar
Uske saath guzri yaado ki lamhaat mai
Hum raat din tarap rahe hain usy kia khabar
Uski yaado ki aaghosh mai aaj kho kar
Hum khud ko hi bhul gae hain usy kia khabar
Re: Usy kia khabar
usey nahi khabar…isme uski kya ghalti :no:
khabar rakhay tou stalker kehlaye :no:
Re: Usy kia khabar
aray usko pata hi nahi chala kam az kam aik msg kerke hi bta dena tha ![]()