usy apne firdan ki fikar thi......................

  usy apne firda ki fikar thi 
 wo jo mera waqif e haal tha............

 wo jo us ki sobah e urooj thi
 wohi mera waqt e zawal tha.............

 meri baat kaisy manta mera dard kaisy janta
 wo to khud fana k safar main tha usy rokna b mahal th............

  kahan jao gay mujhe chor k main ye poch poch k thak gya 
  jawab mujh ko na de saka wo khud sarapa e sawal tha.........
 
 louta jo sadiyon k baad b mere lab pe koi gila na tha.......
 usy meri chup ne rula diya jise guftgu main kama tha.......


 lout kr faqat itna hi keh saka wo....
 jisse janta tha main zindagi wo to ik wahmo khyal tha,............

Re: usy apne firdan ki fikar thi…

Lovely Maliha … :k: