jiia
1
](http://2.bp.blogspot.com/-_DuhZK7TA2c/TlLLE1sGOsI/AAAAAAAABXk/68j5vnqGbVs/s1600/leave+me.jpg)
Suna hy aaj kal woo preshan rehta hai
Usse kehna be-fikar main bhi nahi hoon
Suna hay wo gumsum rehta hai
Usse kehna hazir zehan main b nahi hoon
Suna hay wo raaton ko jaga karta hai
Usse kehna soti main bhi nahi hoon
Suna hay wo chup chup ke rotahai
Usse kehna hansti main bhi nahi hoon
Suna hai wo mujhe yaad buhat karta hai
Usse kehna bhooli main b nahi hoon
Suna hy usne wafa ka daawa kia hai
Usse kehna bewafa main bhi nahi hoon
Re: USSEY KEHNA
lo btao…itna time hota to mein brush naa ker lete apne teeth
hahahahahahahaha 
Re: USSEY KEHNA
Suna hay wo raaton ko jaga karta hai
Usse kehna soti main bhi nahi hoon
ke dono taraf hai loadshedding barabar huwi hui 
jiia
5
Re: USSEY KEHNA
koe orr lafz bataen ham dono k mulk me loadshedding nhai hoti 
Re: USSEY KEHNA
Suna hay wo raaton ko jaga karta hai
Usse kehna soti main bhi nahi hoon
machar mar lia karen sone se pehle
tarash
9
Re: USSEY KEHNA
aisay mulk mein rehnay ka kya faida jahan load sheding bhi nahin machar bhi nahin