**
Ussey Dekha Ussey Chaha Ussey Pyaar Kiya Main Ne
****Her waqt ussey chahane ka izhar kiya main ney
**
:femme:
Rehta Hai Wo phulun main ghungat urh ker
khili kalyun main us ka didaar kiya main ne
bikhri rehti hai us ki khusbu fizaun main
chaman main us ke aney ka intezaar kiya main ney
Ata hai wo nazer chandini ratoun main akser
dehk ker ussey khud ko beqarar kiya main ney
**Ashiq banaya Ashiq banaya app ne
**
Restored attachments:



