Mere khwabon me jo aaye
Aake mujhe chhaid jaaye
Usse kaho kabhi samne to aaye
Mere khwabon me jo aaye
Kaisa hai kaun kai woh jaane kahan hai
Jiske liye mere hoton pe haan hai
Apna hai ya begana hai woh
Sach hai ya koi afsana hai woh
Dekhe ghoor ghoor ke
Yunhi door door se
Usse kaho meri neend na churaye
Mere khwabon me jo aaye
Aake mujhe chhaid jaaye
Usse kaho kabhi samne to aaye
Mere khwabon me jo aaye
u think ur the only 1 waiten for him lol line main lago abhi line bari hai aur wo kiya kehte hain
** hum jahaan khare houn line wahain se sjoro hoti hai (i think so esa he kuch hai ) lol **
wasay i know k…
Mere khwaabon mein jo aaye, meri neendon ko churaaye
Mera dil dhadkaaye, mera hosh udaaye
Ho, saajan, ho saajan
Aayega, aayega, aayega saajan
Mere khwaabon mein jo aaye, meri neendon ko churaaye
Mera dil dhadkaaye, mera hosh udaaye
O, haan saajan, ho saajan
Aayega, aayega, aayega saajan
Laheraayi jhoomke, masti kya chha gayi
Dekha jo aaina main to uff sharma gayi
Badla yeh roop mera aise, badli mein dhoop khile jaise
Pehli bahaar ka nasha hai, aankhon mein pyaar ka nasha hai
Mujhe aise tadpaaye, o mujhe vaise bahekaaye
Mujhe aise tadpaaye, mujhe vaise bahekaaye
Mera dil dhadkaaye, mera hosh udaaye
Ho, saajan, o saajan
Aayega, aayega, aayega saajan
Honton ko choom le, baahon ko thaam le
Aayega ek din voh mere saamne
Mera mehboob mera yaara, hoga voh chaand se bhi pyaara
Keh doongi saath leke jaaye, doli baaraat leke aaye
Mujhe seene se lagaaye, o mujhe saanson mein basaaye
Mujhe seene se lagaaye, mujhe saanson mein basaaye
Mera dil dhadkaaye, mera hosh udaaye
Ho, saajan, saajan
Aayega, aayega, aayega saajan
Haan saajan :halo:
Mere khwaabon mein jo aaye, meri neendon ko churaaye
Mera dil dhadkaaye, mera hosh udaaye
Ho, saajan, ho saajan
Aayega, aayega, aayega saajan
Mere khwaabon mein jo aaye, meri neendon ko churaaye
Mera dil dhadkaaye, mera hosh udaaye
O, haan saajan, ho saajan
Aayega, aayega, aayega saajan
hum es ki baat ker rahay they ^^
[QUOTE]
*Originally posted by Ur Angel: *
Mere khwabon me jo aaye
Aake mujhe chhaid jaaye
Usse kaho kabhi samne to aaye
Mere khwabon me jo aaye
Kaisa hai kaun kai woh jaane kahan hai
Jiske liye mere hoton pe haan hai
Apna hai ya begana hai woh
Sach hai ya koi afsana hai woh
Dekhe ghoor ghoor ke
Yunhi door door se
Usse kaho meri neend na churaye
Mere khwabon me jo aaye
Aake mujhe chhaid jaaye
Usse kaho kabhi samne to aaye
Mere khwabon me jo aaye