***
ye jo aagahii ka saraab haii, yehii sub se barhh kr azaab haii
ye samajh wo aks-e-khiyaal tha, koii khwaab tha, ussay bhool ja
kion attaa howa hai ghubaar mien, ghum-e-zindagii k fishaar mien
wo jo darjj tha tere bakht mein, sou wo ho gaya, ussay bhool ja
tere sahilo`N pe khila tha jo, tujhe phool bann k mila tha jo
wo tha darya koi vasaal ka, sou uteR gaya, ussay bhool ja
na wo aankh hii terii aankh thee, na wo khwaab hii tera khwaab tha
dil-e-muntaziR tu ye kis liye tera jaagna, ussay bhool ja
mae tu gumm tha tere hii dhiyaan mein, terii aas tere gumaaN mein
hawa keh gayii mere khaan mein, mere saath aa, ussayy bhool ja
wo tere naseeb kii barishieN kissi aur chatt pe baraS gayeeN
dil-e-bey-khabR merii baat sun, ussay bhool ja, ussay bhool ja .. .
Aryaan
2
Re: ussayy bhool ja .. .. .. …
Bohat Umdah HeArT HaCKeR..:k:
Ali_2
4
Re: ussayy bhool ja .. .. .. …
Buhat Khoob HH :k:
Kahan aa ke rukne thay raastay, kahan morr tha ussay bhool ja
wo jo mil gaya ussay yaad rakh, jo nahin mila ussay bhool ja
S.786
6
Re: ussayy bhool ja .. .. .. ....
umda,aa,la.....thanks...H
Re: ussayy bhool ja .. .. .. …
thnx for liking shab nd 786 
Re: ussayy bhool ja .. .. .. ....
my fav :-)
Re: ussayy bhool ja .. .. .. ....
I like it 2. :)
muncho
11
Re: ussayy bhool ja .. .. .. ....
ye jo aagahii ka saraab haii, yehii sub se barhh kr azaab haii
ye samajh wo aks-e-khiyaal tha, koii khwaab tha, ussay bhool ja
luftful g!
Re: ussayy bhool ja .. .. .. ....
thx 2 all. .. :)
Re: ussayy bhool ja .. .. .. ....
Buhat Aalaa Sharing Heartoo :~)
Re: ussayy bhool ja .. .. .. ....
thanks PK :)
Re: ussayy bhool ja .. .. .. ....
B0hat kh00b HHuu