ussay meri chup nay rula dia jissay guftagoo may kamal tha

Re: ussay meri chup nay rula dia jissay guftagoo may kamal tha

maray saath lag k wo ro deya mujhay faqt itna wo keh saka
jissay janta tha may zindagi wo tu sirf wehm o khyal tha.

… sari ghazal hi boht khobsorat hai…:taliyaan:…hehe 4 u

Re: ussay meri chup nay rula dia jissay guftagoo may kamal tha

:)thx

Aaha. Zabardast bhaee Sana g! Is ghazal ki ta'reef mein arz hai ;

Jo suna to dil mein utar gaya, jo parrha to soch mein parr gaye
Jo kaha to itna hi keh sake, tera intikhaab kamaal tha !

Re: ussay meri chup nay rula dia jissay guftagoo may kamal tha

aadab arz hay....... shukria pasnad karnay ka

Re: ussay meri chup nay rula dia jissay guftagoo may kamal tha

aadab arz hay....... shukria pasnad karnay ka:)

Re: ussay meri chup nay rula dia jissay guftagoo may kamal tha

its always nice to read this ghazal. thanx for sharing: )

Re: ussay meri chup nay rula dia jissay guftagoo may kamal tha

buhat hi khoob :k:

thanks for sharing :slight_smile:

Re: ussay meri chup nay rula dia jissay guftagoo may kamal tha

wo mila tu sadion k baad bhi maray lab pay koi gila na tha
ussay meri chup nay rula dia jissay guftagoo may kamal tha

very nice & touchy.......thnx for sharing......sweet sana

Re: ussay meri chup nay rula dia jissay guftagoo may kamal tha

wah.. bohat achay