ussay apnay firda ki fiqr thee ......

Ussay apni furda ki fikr thee, wo jo mera waqif’ay haal tha
Wo jo us ki subho urooj thee, wo mera waqtay zawaal tha

Mera durd kaisay wo janta, meri baat kaisay wo manta
Wo tu khud fina kay safr mein tha ussay rokna bhi mahaal tha

Kahaan jaao gay mujhay choor kur mein ye pooch pooch kur thuk gayee
Wo jawaab mujh ko na day saka wo tu khud sarapa sawaal tha

Wo jo us kay samnay aa gaya, wohi roshni mein naha gaya
Ujub us ki haibtay husn thee ujub us ka rngay jamal tha

Damay wapsi ussay kya howa na wo rooshni na wo taazgi
Wo sitara kaisay bikhur gaya, wo tu khud apni aap misaal tha

Wo mila tu sadiyoon kay baad bhi mery lub pay koi gla na tha
Ussay meri chup nay rula diya jissay guftagoo mein kamal tha

Wo mujh say mil kay ro diya mujhay faqt itna wo keh saka
Jissay janta tha wo zindagi, wo tu sirf wehm o khaya


A True Friend Is The One Who Holds Ur Hand And Touches Ur “HeArT”

WaFa

Nice Choice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

KHass taur per yeh She’r
Kahaan jaao gay mujhay choor kur mein ye pooch pooch kur thuk gayee
Wo jawaab mujh ko na day saka wo tu khud sarapa sawaal tha

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

Lajawaab

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

Buhat Khoob.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez