*~Uss say Kah deNaa*~

karaY haiN hijaR k lamhaat us se kah daiNa
bikhaR rahi hai meri zaat us se kah daiNa

hawa’iey mosam-e-gham us ke shahaR jaieY tou
meraY dukhOoN ki koi baat us se kah daiNa

ye wahshteiN se udasi ye rutjagOoN ke azab
us ke hai ye inaayaat us se kah daiNa

bohat taveel bohat karb’naak hoti hai
judaiOoN ki haR ek raat us se kah daiNa

wo dil ki baaZi jahaN muj se jeetNa chahaY
maiN maan lOoN gi wahin maat us se kah daiNa

wafa ki raha maiN maiN aj be akeli hOoN
koi nahi ha meraY sath us se kah daiNa
~~~~*


“If you belong to Allah,rest assured that Allah will indeed belong to you”.!

[quote]
Originally posted by Shaam-e-Firaq:
**karaY haiN hijaR k lamhaat us se kah daiNa
bikhaR rahi hai meri zaat us se kah daiNa

hawa'iey mosam-e-gham us ke shahaR jaieY tou
meraY dukhOoN ki koi baat us se kah daiNa

ye wahshteiN se udasi ye rutjagOoN ke azab
us ke hai ye inaayaat us se kah daiNa

bohat taveel bohat karb'naak hoti hai
judaiOoN ki haR ek raat us se kah daiNa

wo dil ki baaZi jahaN muj se jeetNa chahaY
maiN maan lOoN gi wahin maat us se kah daiNa

wafa ki raha maiN maiN aj be akeli hOoN
koi nahi ha meraY sath us se kah daiNa
~~~~*

**
[/quote]

itnee khubsoorat ghazal ke meri tahreef ke daaeyre se baahir hai.

I love to know who the poetress is.

eik dam dil_figaar andaaz hai aur husn_e_sukhan se rachi bassi aapki yeh selection naachiiz ke dil ko buhat bhaahi.
thank you.


(¯`~!‹‹®››...Hâm...IbŦ £dâ_ë_I§Ħq....mëiñ...Añjaam...HöĞeye...‹®›!~´¯)™ ©²°°²


“¨¬¯¯³ª¯¬³ª“.¥È báäžží ̧µQ KÌ Báäž¶ hãí jÔ ÇhãhÖ Lægäà dÔ Œãr kÊ“§¬Ã“°²“¨¯­¯–“

A beautiful ghazal indeed

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

… nice selection Shaam-e-Firaq

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


MeiN pal do pal ka shaaer hooN…

nice shikwa

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

Shikwe hamaare saare gHalat hi sahi magar
Lo tum hi ab bataao kiska Qasoor tha


**Be-kHudi le gai kahaaN ham ko
Der se intazaar hai apnaa
Jis ko tum Aasmaan kehte ho
So DiloN kaa gHubaar hai apnaa
**

Buhat Khoob

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif


Owner of Mehkama-e-Sharafat
ô¿ô
.~.
Rude Boyz Rulez