~uss ney mujh sey kaha tha dhekoo...~

~~~~~~~~~

bichartey lamhoon mei
usney mujhsey kaha tha dhekoo
hamari rahien juda juda hain
magar hamien eik dosrey ka khayal rakhna hai zindagi bhar
kisi bhi lamha udasiyon ki
faseel hayel na honey diena
hawa key hathon pey likhte rhena
judyaon key tamam qisey
qadam qadam par ju peesh ayein
woh sanhayee bhi nazar mei rakhna
mei jab bhi lota tu apney honton ki tazgi ku
tumhari BHUJTI hui in ankhoon mei la rahkoon ga
“JU MERI APNI HIANH SIRF MERI”
bichartey lamhoon mei isney mujh sey najaney keya kuch kaha suna tha!
Aur Abb
Ussey bhi yahi kahe ga
Woh jiskey hathon mei hath daley
Naye Safar par nikal para hai!!

~~~~~~~~~

nice

very nice :k:

Nice :teary1:

:k: