Uss ne phool bhejay hain(Parveen Shakir)

*~Uss ne phool bhejay hain
phir meri ayaadat ko
aik aik patti mai
un laboa’n ki narmi hai
un jamil haathoan ki
khushgawaar hiddat hai
un lateef saansoan ki
dilnawaaz khushboo hai

dil mai phool khiltay hain
rooh mai charagaa’n hain
zindagi muattar hai

phir bhi dil ye kehta hai
baat kuch bana leta
waqat ke hazanay se
aik pal chura leta
kash wo khud aa jata…

(Parveen Shakir)

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower2.gif

—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

[This message has been edited by Maheen2002 (edited May 16, 2002).]

very nice

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

Suhaib Umer

hmmmmmm

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

nice

buhat khubsoorat hai.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

aur parveen shaakir ke to kyaa hi kehnay hain. wah

(¯`~!‹‹®››…Hâm…IbŦ £dâ_ë_I§Ħq…mëiñ…Añjaam…HöĞeye…‹®›!~´¯)™ ©²°°²

“µ °²µ ²¬ ±µ­
“ž ¨¶ §—¬¯­ ¬µ­ ž¯µ –¯ŸµŒ ­ ³µ­
“ž ¨¶ µª¯ ¬µ­ ¨³µª¶ ¥¬ ³µ­

bilkul theek kaha aap ne…

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

thanx Shaam-e-Firaq and suhaib2002.
chk ur pm suhaib...

---~---Maria---~---
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

buhat khoob.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

I’m Gonna Be The Champ
The Way I Wanna Be
( Muhammad ALI )

wow.,.gr8

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

Allah_o_Akbar

thanx speed master and zain.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower2.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif

—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

buhat khuob

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggthumb.gif

hummay tum say pyar kitna :)yae hum nahe jantay:)

thanx

—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

[quote]
Originally posted by Maheen2002:
**
phir bhi dil ye kehta hai
baat kuch bana leta
waqat ke hazanay se
aik pal chura leta
kash wo khud aa jata......

(Parveen Shakir)

**
[/quote]

un say milney ka kya sawaal ADAM
wo sada merey pass hotey hain

mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!

[quote]
Originally posted by Mahee:
** un say milney ka kya sawaal ADAM
wo sada merey pass hotey hain

**
[/quote]

tu meray paas hota hai goya
jab koi doosra nahi hota......

---~---Maria---~---
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

good. but

jinhein hum dekh k jitey they Nasir
wo log aankhoin say o’jhal ho ga’a hain

mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!

**
ooh!! .. meri tarhan busy hoga bechara

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

ne ways nice choice Maheen … PS ka eik aur sher he ..

yaad tou hongi tujhe, wo batain ab bhe lekin .. shelf main rakhi howi band, kitaboon ke tarhaan ..

koon jane ke nai saal main, too kis ko parhe ..
tera mayaar badalta he, nisaabon ke tarhaan ..

**

I am like an Open Book Except for the few pages of my past, My life is an empty book. It takes the shape of a mystery, To me it does at least. For I cannot tell what happens next, Too many cliffhangers and too much suspense. But its clues all lead eventually to the same place, Unfortunately it does not say where. It only says get the next book, For in this one you’ ve ran out of room.

Beautiful

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower2.gif

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

**
[/QUOTE]

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

good. but

jinhein hum dekh k jitey they Nasir
wo log aankhoin say o’jhal ho ga’a hain

**
[/QUOTE]

hmmm…nice…mai bhi kahoon koi chakkar zaroor hai

ye udaas udaas phirna’ye kisi se bhi naa milna
hai yunhi nahi ye sab kuch’koi sanhaa tu hoga

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

thanx capricorn and perfectionist.

---~---Maria---~---
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

**
[/QUOTE]

**
ooh!! .. meri tarhan busy hoga bechara

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

ne ways nice choice Maheen … PS ka eik aur sher he ..

yaad tou hongi tujhe, wo batain ab bhe lekin .. shelf main rakhi howi band, kitaboon ke tarhaan ..

koon jane ke nai saal main, too kis ko parhe ..
tera mayaar badalta he, nisaabon ke tarhaan ..

**

**
[/QUOTE]

aap q itnay busy rehtay hain?flirting ke new ideas dhoondtay hain yaa old par amal karnay ki koshish kartay hain

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif

koon jane ke nai saal main, too kis ko parhe ..
tera mayaar badalta he, nisaabon ke tarhaan ..
tu…

rut badalti hai tu ankhein bhi badal jaati hain
kaam ati nahi barsoan ki shanasai…