^
Jab Kabhi Chahay Andheyroo’n Main Ujaalay Uss Nay
Kar Diya Ghar Mayra Sho’loo’n Kay hawalay Uss Nay
Uss Pay Khul Jaati Mayray Shauq Ki Shidd’at Saaree
Daykhay Hotay Jo Mayray Paa’on Kay Chalay Uss Nay
Jis Kar Her Aib Zamanay Say Chupaya Mainay
Mayray Qissay Sar e Bazaar Uchalay Uss Nay
Jab Ussay Mayree Muhabbat Pay Bharosa Hee Na Tha
Kiyo’n Di’ay Mayree Wafa’oon Kay Hawaalay Uss Nay
Ek Mayraa Haath Hee Na Thaamaa Uss Nay Warnaa
Girtay Hovay Kitnay hee Sanbhalay Uss Nay
==============
muncho
2
Re: **** Uss Nay ***
Uss Pay Khul Jaati Mayray Shauq Ki Shidd'at Saaree
Daykhay Hotay Jo Mayray Paa'on Kay Chalay Uss Nay
Jis Kar Her Aib Zamanay Say Chupaya Mainay
Mayray Qissay Sar e Bazaar Uchalay Uss Nay
Jab Ussay Mayree Muhabbat Pay Bharosa Hee Na Tha
Kiyo'n Di'ay Mayree Wafa'oon Kay Hawaalay Uss Nay
waah bahut aala!

Very nice yar. :)
koe ho to batao geh :AID:
Buhat Saari Hain … Kis Kis Ka Naam Batao’n 
Agar Sab Ka Likh Diya tou Sab K SandalZZZZ mayray Sar Par paraingey 