He said I was not like I used to be
I said in my life he was not with me
He said if I could still fall in love with someone
I said there was no one worth falling in love with
He said why I went to great lengths to have him
I said I was human, not a stone to reckon with
He asked if he was unfaithful to me
I said faith did not matter to me
He said I should forget him
I said he was real, not a dream
-translated by Ravi Kopra
The original in Urdu
uss ne kaha tum mein pehli si baat nahi
main ne kaha zindagi mein tera sath jo nahi
uss ne kaha ab bhi kisi ki aankhon mein doob jaatey ho
main ne kaha kisi ki aankh mein woh gehrai nahi
uss ne kaha kyun itna toot ker chaha mujhe
main ne kaha insan hoon pather to nahi
uss ne kaha keya main be wafa hoon
main ne kaha mujhe ab wafa ki talash hi nahi
uss ne kaha bhool jao mujhko
main ne kaha tum haqeeqat ho koi khawab to nahi
-kishmish