Uss Lamhay..!!

**

Raat gaye aksar aisa bhi hota hai

Jaisay dil seenay main Chup hojata hai

Haar Soo Aik Andheyara Ghup hojata hai

Uss Lamhay bas aik Dua yaad ati hai

Yaa Rab !

Tu usko Khush rakhna …!!

**

Nice one.. :k:

thanks you HH :kiss:

**Lamhay**

Bahut hi khobsurat intekhaab hai aap ka …:k::k::k:
Khush naseeb hai woh jis ke leye yeh khoobsurat kalaam tarteeb diya gaya hai …

Aap ka yeh intekhaab parhte parhte achanak yeh dua hontoo per machalne lagi …


Yeh dua hai koi gilla nahee
Mere hamnasheen …
Meri zindagi woh gulaab hai jo khila nahee
Mein yeh sochta hoon Khuda karay
Tujhe woh sukh milain
Jo mujhe kabhi mila nahee …*** (Ameen)

dono duayeen apni jawab aap hain, aik choti si dua mere taraf say b

tum salaamat rahoooo hazar baras
har baras kay ho din pachas baras

Bahoot hi achey :k:

bahut heee khubsurat…:k:

As Always... Nice :)

:~) :k: