uss jaisi dekhi na kabhi

larkian tu bohot theen
magar us jaisi koi na theen
aankhain tu bohot theen
magar us jaisi nasheelii na theen
lab tu bohot dekhay haumnay
magar us jaisay raseelay dekhay na kabhi
ghani kaali zulfain tu bohot dekheen humnay
magar us jaisi dunya say madhoshlatain dekheen na kabhi
sharam say laal hotay dekheen tu bohot hum nay
magar haya say gulaabi hotay dekheen na kabhi
larkian tu bohot dekheen mainay
magar tum jaisi dekheen na kabhiiii

KHoob

Haar koi differnet hota na...un jesi kesy milti????:)

jab daikhain gay to sochain gay