Usne Poocha Ke Kya Pasand Hai Tumhe,
Main Bohot Der Tak Usey Dekhta Rahaa.
Re: usne
aye haye chance gawa diya bolna tha naaaa ![]()
Re: usne
ab intezaar karo dobara jab wo poochay to bata dena
Re: usne
phir kiya bataya usse? ![]()
Re: usne
batya kuch bhi nahin dekhnay mein time zaya kar dia
Re: usne
kia farmaa’ish naa_guftah_beh thii? ![]()