usne aisa kiyun kiya?

Re: usne aisa kiyun kiya?

:hoonh:

Re: usne aisa kiyun kiya?

waja batao?

Re: usne aisa kiyun kiya?

is shair ki may nay modification ki thi ;)

Re: usne aisa kiyun kiya?

kab? share?

Re: usne aisa kiyun kiya?

:lajawab:

Dair tak daikhny k baad kia kaha…?:5:

Re: usne aisa kiyun kiya?

Ager ankhun main ungli maar deti tu :omg:

Re: usne aisa kiyun kiya?

to kia…?

Aap ny aik haath sy Taali baja`ny k baary mein suna hi hoga…:stuck_out_tongue:

Re: usne aisa kiyun kiya?

IS ka matlab wahan pahda shuru hujata:omg::rotfl:

Re: usne aisa kiyun kiya?

Aapka Andaza durust hy…:k:

Aapko WWE pasand hy…?

Re: usne aisa kiyun kiya?

Nahi mager ye ankhun main ungliyaan maarney wali fighting ko dehkney main bohut Maza aye ga :hehe:

Re: usne aisa kiyun kiya?

:omg:

Agar Live cover kryn Tv walay to achi income ho bhi ho sakti hy…:cb:

Re: usne aisa kiyun kiya?

^bohut Maza aye ga phir tu astagfirullah :omg::rotfl:

Re: usne aisa kiyun kiya?

:smiley:

Re: usne aisa kiyun kiya?

gulzar e hast o bood na begana waar dekh
hay dekhnay ki cheez isay baar baar dekh

maana k teri deed k qabil nahi hoon main
tu mera shoq dekh, mera intazaar dekh

Re: usne aisa kiyun kiya?

I have a question. Why had it to be these two in the back ground? AAAKHIR KIOOON?? There are millions, billions, trillions of love stories out there, all much better than twilight. :disgust:

Re: usne aisa kiyun kiya?

aap ko pehle bhi kahin dekha hai.. pichle janam ka udhar wapis karo

Re: usne aisa kiyun kiya?

khol aankh zameen dekh falak dekh
daal, sabzi, aate ke barhte huwe rate dekh

Re: usne aisa kiyun kiya?

acha ye wo log hain? :hmmm: jin ka itna charcha hai. khwa ma khah

Re: usne aisa kiyun kiya?

dekhay hain rate may nay ate,daal or sabzi k ....
tu zara mobile may 100 ka load daal k dekh...

Re: usne aisa kiyun kiya?

100 ka balanace daalo 78 milte hain