Usnay kaha tha

Us nay kaha tha
Apna bana kar chooray ga
Ya he kiya us nay
Apna bana kar choor diya

yeh bhi ghalat fehmi hay :D khair

jab chorna he tha tu apna banaya kyun ..khair yeh tu porani Aadat hai logo ki Nice one Dilsay ;)

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
yeh bhi ghalat fehmi hay :D khair
[/QUOTE]

Kuch to hai naa yaar

[QUOTE]
*Originally posted by koiDost: *
jab chorna he tha tu apna banaya kyun ..khair yeh tu porani Aadat hai logo ki Nice one Dilsay ;)
[/QUOTE]

sahee kaha aap nay magar kiya keeya jaa sakta hai... thanks anyway

Re: Usnay kaha tha

Amanat Chan’s sher , good thanks for posting :k:

Re: Usnay kaha tha

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Us nay kaha tha
Apna bana kar chooray ga
Ya he kiya us nay
Apna bana kar choor diya
[/QUOTE]

Nice:biggthumb

zabardast:k:

:k:

banana aur chorna ka acha istemaal wah bhoat Khoob

Wah:k:…
:flower1:

bouhat he khoob

zabur10 :)