Uski mujh par nigah rahi char din

Uski mujh par nigah rahi char din
Chahat ki chah rahi char din

Ayina dekh kar sharmati rahi
Mein bhi karti singhar rahi char din

Din gulabi aur chandni ratein rahien
Duniya hasin lagti rahi char din

Husn shamma ki manind pighalta raha
garmi-e-ishq be intha rahi char din

Dil mein dard ki tarah bas gaya woh
Mein uski bemar rahi char din