Uskay baghair.........

**baynoor ho chuki hai bouhat shehr ki fiza
tareek rastoN maiN kahiN kho na jaiN hum

uskay baghair aaj bouhat jee udaas hai
Ghalib chalo kahiN se ussay dhoondh laaiN hum

Adaab arz
:chai:**

Re: Uskay baghair…

Very Nice :k:

Re: Uskay baghair.........

wah v nice .............bahut hi khoob ASA

P:S kis k baghair ji ap ka udaas hai zara hamain bhi tu bataye na lolz ;) bolo bolo tell me ???

Re: Uskay baghair…

:k: nice

Re: Uskay baghair.........

nice

Re: Uskay baghair.........

Amazing ASA....
app ki sharingz hamesha sweet hoa kartee hain...:@:
Wonderful!!!!

Re: Uskay baghair…

Amazing :lajawab:

Re: Uskay baghair…

me ka b udaas hai :bummer:

Re: Uskay baghair.........

Wah ji wah

Re: Uskay baghair.........

uskay baghair aaj bouhat jee udaas hai
Ghalib chalo kahiN se ussay dhoondh laaiN hum


Wah wah Wah!!!!!

Re: Uskay baghair.........

wonderful :)

Re: Uskay baghair…

Wah! Buhat khub Ghalib ky yeh ashar bari hi asan or samjh any wali Urdu main hain(Asli waly Ghalib ky hi hain na:aq:)

Re: Uskay baghair…

**uss maiN kuch pardah nasheeno k bhe naam aaty haiN… **

**qudrat ne kya mazaq kia aadmi k saath
jeena khushi k saath na marna khushi k saath

:bummer:**

Re: Uskay baghair…

Wah! :lajawab:

Re: Uskay baghair.........

thanks goone... kaise ho?

Re: Uskay baghair…

maza agia :k:

Re: Uskay baghair…

**mashAllah kya umer pai hai aap ne… you just came in my mind with one of your shair…

Hum to dewanay hain apny aap se beganay hain
Woh to teri yaad hay jo aa jati hay weeranay main**

:hugz:

2 Likes

Re: Uskay baghair.........

hey ASA hug long time no see

Re: Uskay baghair.........

you just came in my mind with one of your shair...

Hum to dewanay hain apny aap se beganay hain
Woh to teri yaad hay jo aa jati hay weeranay main

^^ kia waqee yeh humara shair hay?

Re: Uskay baghair.........

**lol...

Woh mujh say pochta hai tum kahan gayab ho sadiyon say
Main kehta hon hazaron wasoson k darmiyan gum hon**

jee bilkul ye aap he ne irshad farmaya thaa.. :)