usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

niGaah e ShOq se hUm ne tUmhien eik baaR dekha tha
kOii Jazba tha pehli baaR Jisey be-daaR dekha tha

baRa sasta zamana hAi yhahaN ab lOg biktey hAin
teRa soda bhi hUm ne kal saR-e-baZaaR dekha tha

wO jis k hOnt paR haR dUm sajii mUskaaN rehti thi
na Jaaney kyON usey maiN ne baRa beZaaR dekha tha

roz o shab badalney maiN bhala kya dair lAgti hAi
jO takht o taaj rakhtey they unhieN la-Chaar dekha tha

hUm apney dOst duShman ki khabaR jO rakh nahi paa’ye
usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

tUm apni be-wafaii paR aGar naadim nahi hO tO
aankhOn ko tUmhaaRi PhiR kyOn zaiy-re-baar dekha tha

5 Likes

Re: usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

bohat khoob :k:

Re: usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

was not this thread opened a month back by soniaa_jee with similar roman words :~)

http://www.paklinks.com/gs/showthread.php?t=265750

anyway, thanks for sharing… good reminder for everyone …

Re: usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

^ shaied lakin kaew dafa zahan se niqal jata like aik nzam peechay dino ki aur usi nazma ko 4 auR logo ne kaR dala..bz life may b umeR ka taqaza taad nahi rahta :(

Re: usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

thanks shabo :wink:

Re: usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

Buhat khoob :-)

Re: usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

:teary2:

Re: usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

Bohat khoob NikamiJano..

Re: usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

:k:

Khobsourat Choice MOD Ji, saray shair hi pussand aaye.
PS:- It is so beautiful Poem that It is worth posting again

2 Likes

Re: usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

thanks :) Gul:)

Re: usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

shukria BB sahi kahtey haiN ap :)

Re: usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

:slight_smile:

Re: usi ne waaR kaR dala Jisey gham-khwaaR dekha tha

shukria Ayaan :slight_smile:

:halo: