Usey Main Bhool Jana Chahtaa Hoon
Suno ! Main Muskurana Chahtaa Hoon
Dukhi Rehnay Ki Aadat Ho Gai Hai
Mager Ab Gungunana Chahtaa Hoon
Puraney Sab Taluq Toor Ker Ab
Nai Duniya Basana Chahtaa Hoon
Woh Nazmen Paaon Se Lipti Hain Lakin
Main Un sey Jaan Churana Chahtaa Hoon
Woh Sab Tohfey Woh sookhey Phool Sarey
Main Ab Un Ko Jalana Chahtaa Hoon
Main Utna Pass Aataa Hoon Tumharey
Main Jitna Door Jana Chahtaa Hoon
Maery Hamdam, Haqeeqat Hai Yeh Mera
Main Teray Pass Aana Chahtaa Hoon
Ubhrney Ki Koi Khahish Nahin Hai
K Ab Main Doob Jana Chahtaa Hoon
Usey Main Bhool Jana Chahtaa Hoon
Suno ! Main Muskurana Chahtaa Hoon
Dukhi Rehnay Ki Aadat Ho Gai Hai
Mager Ab Gungunana Chahtaa Hoon
Puraney Sab Taluq Toor Ker Ab
Nai Duniya Basana Chahtaa Hoon
Woh Nazmen Paaon Se Lipti Hain Lakin
Main Un sey Jaan Churana Chahtaa Hoon
Woh Sab Tohfey Woh sookhey Phool Sarey
Main Ab Un Ko Jalana Chahtaa Hoon
Main Utna Pass Aati Hoon Tumharey
Main Jitna Door Jana Chahtaa Hoon
Maery Hamdam, Haqeeqat Hai Yeh Meri
Main Teray Pass Aana Chahtaa Hoon
Ubhrney Ki Koi Khahish Nahin Hai
K Ab Main Doob Jana Chahtaa Hoon
Re: ~Usey Main Bhool Jana Chahtaa Hoon~
NICE 1
Re: ~Usey Main Bhool Jana Chahtaa Hoon~
In hasraton se keh do kahin aur jaa ke base
*** itni jagah nahi hae dil-e-daaghdaar mein***
Re: ~Usey Main Bhool Jana Chahtaa Hoon~
the code may be is
2609 ......2906 .. OK