**Usey barishon ne chura lia, K woh badlon ka makeen tha
kabhi murr k ye bhi to daikhta k wajood mera zameen tha
Wohi aik sach tha k es k baad sari tohmatain jhoot hain
Meray dil ko poora yakeen hy wo Mohabatoon ka ameen tha
Usy shoq tha k kisi jazeeray pr us k naam ka phool ho
Mujhay pyaar krna sikha gya mera dost kitna zaheen tha
Kabhi sahiloon pr phiro gy tu tumhain seepiyan ye bataain gi
Meri aankh mein jo simat gya wo ashk sb sy haseen tha**
Re: Usey barishon ne chura lia, K woh badlon ka makeen tha
wow :k:
TlGER
3
Re: Usey barishon ne chura lia, K woh badlon ka makeen tha
nice :k:
Re: Usey barishon ne chura lia, K woh badlon ka makeen tha
**Usey barishon ne chura lia, K woh badlon ka makeen tha
kabhi murr k ye bhi to daikhta k wajood mera zameen tha
:k:
**Barsaat ka badal to deewana hai kiya jane
Kis Raah se bachNa hay, Kis chha’tt ko bhigoNa hay
LP
5
Re: Usey barishon ne chura lia, K woh badlon ka makeen tha
beautiful 