usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

***mohabat rog hoti hai kaha bhi tha
rula k khud bhi roti hai kaha bhi tha

usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do
ye is meiN daRd boti hai kaha bhi tha


kinaRe k bohat nazdeek le ja kaR
ye kashti ko duboti hai kaha bhi tha

azal se is ki aadat hai zamane ko
jaga kaR aap soti hai kaha bhi tha***

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

sahi kaha :naak:

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

Khoob kaha** Koyal**..:)

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

:) :)

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

tu roeiN tu nahi na :frowning:

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

Koyal hamesha khoob bolti hia jab bolnay pe aiey :p

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

:teary2:

PS…:k:

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

Bohat hi khoob!

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

yaad nahiN aa raha kab kaha :-p

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

Kis ko kaha tha?:bummer: … very nice stuff Koyal ji :k:

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

Buhat piyari nazm hay Koyal!

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

thanks fara :)

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

bata day Amal yahaN :blush:

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

badam use kaRen gul :p

Re: usay tum dil ki dhaRti ka pata mat do

thanks M jee :)