woh jo shahr-e Dill tha ujr gaya
woh jo Khawab tha bikhar gaya
kabhi mo’osmon ki nazr lagi
kabhi wahmon ney dara diya
kabhi manzlon ke sarab ney
hamay rastay main dagha diya
kabhi Zindagi ki kitab se
hamay jis ney chaha mita diya
bas
isi liyay
woh jo ja raha tha tu door tak
usay dekhtay hi rahay magar
nahin di sada…
usay roktay bhi tu kis liyay? !!!
[QUOTE]
*Originally posted by Gemini the Great: *
woh jo shahr-e Dill tha ujr gaya
woh jo Khawab tha bikhar gaya
kabhi mo'osmon ki nazr lagi
kabhi wahmon ney dara diya
kabhi manzlon ke sarab ney
hamay rastay main dagha diya
kabhi Zindagi ki kitab se
hamay jis ney chaha mita diya
bas
isi liyay
woh jo ja raha tha tu door tak
usay dekhtay hi rahay magar
nahin di sada.....
usay roktay bhi tu kis liyay? !!!
[/QUOTE]
Lourh wi ki si, chhadho paran...GTG murh key oh apna udhaar wapas mang lainda tey feir :-P