Usay Main Nay Hi Likha Tha

Usay main nay hi likha tha
keh lehjay barf ho jai’n
To phir pighla nahi’n kertay
Parinday dar k ur jai’n
To phir lota nahi’n kertay
Usay main nay hi likha tha
Yaqeen uth jay to shayad
Kabhi vapis nahi’n aata
Hawaoo’n ka koi toofaan
Kabhi barish nahi’n lata
Usay main nay hi likha tha
Keh sheesha toot jay to
Kabhi phir jur nahi’n pata
Jo rastay say bhatak jay
Wo vapis mur nahi’n pata
Usay kehna wo bay - maini adhora khat
Usay main nay hi likha tha
Usay kehna k deewanay
Mukamal khat nahi likhtay !

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha

good one sheal! thanx for sharin’ :k:

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha

thek he keh doun ge...oar toh nehee koe bat reh gae kehnai wale:D

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha

nahi masoom abhi bas itna hi keh dena baki batain baad main bata doon gi :D

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha

thanks Prince :)

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha

meyn ne next letter year baad le ke jana he :D

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha

Very Nice

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha

Mukamal khat nahin likhtay...


Wah sheal zabardust Sharing.............

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha

:hinna:
bohat hi sahi kaha hai :slight_smile:

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha

isay maiN ne b likha tha :D
thanks for posting again :)

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha

Bohat achi thi.

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha


thi naheeN hai :P

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha

really very** nice**

Re: Usay Main Nay Hi Likha Tha

Boht khoob.. nice one.. thx for sharing :flower1: