**Hawa ban kar bikharne se,usay kya farq parta hai,
Mere jeene ya marne se,usay kya farq parta hai.
Usay to apni khushiyon se zara fursat nahi milti,
Mere gham k ubharne se,usay kya farq parta hai.
Wasi us shakhs ki yadon mei tum rote raho lakin,
Tumhare aisa karne se,usay kya farq parta hai..?**
Re: Usay kya farq parta hai…??
koi faraq nai parrta to ussko dafa karein 
Re: Usay kya farq parta hai…??
thanx 4 AdVice…:k:
Shukar hy isi bahany sy RONA to band howa
Re: Usay kya farq parta hai…??
shaair tak meri advise pohancha dein sis 
Re: Usay kya farq parta hai…??
jab Elaaj k liya aap k clanic py aa`ayn to bata dyna
Re: Usay kya farq parta hai…??
mein hospital mein operation karti hoon sirf 
Re: Usay kya farq parta hai…??
Kabhi to aa`ayga Oont Pahaar k neachy…
Re: Usay kya farq parta hai…??
kiya wuh Oont hain 

Re: Usay kya farq parta hai…??
in other words Qasa`e…??
Re: Usay kya farq parta hai…??
confrm nhi…
shayad unki walida ko kehtay howay suna tha {Oont} kisi ny
Re: Usay kya farq parta hai…??
haan jee 
kis ne suna tha aur sunney ke baad unka kiya reaction tha 
system
12
Re: Usay kya farq parta hai...??
bohot khoob
Re: Usay kya farq parta hai…??
Farq to pada hai… PaRha likha Punjab 
tarash
14
Re: Usay kya farq parta hai...??
Wasi Shah Mujh se wo aksar kehti thi
Meri bus itni khawaish hai
Kuch aisi pehchani jaon
App k naam se jani jaon
Re: Usay kya farq parta hai...??
Wasi Shah
Mujh se wo aksar kehti thi
Meri bus itni khawaish hai
Kuch aisi pehchani jaon
App k naam se jani jaon
Mrs Falana kehlane ki chah
Lilly
16
Re: Usay kya farq parta hai…??
