Aik Ghazal Jo Mujhe Buhat Pasand Hai..
Meray Dard Ki Jo Dawaa Karay, Koi Aisa Shakhs Hua Karay
Wo Jo Bay’Panaah Udaas Ho, Magar Hijr Ka Na Gila Karay
Meri Chahatai’n Meri Qurbatai’n Jisay Yaad Aaei’n Qadam Qadam
To Wo Sab Se Chhup Ke Libas-e-Shab Mai’n Lipat Kay Aah’O’Baka Karay
Barhay Uss Ka Gham To Qaraar Kho De Wo Meray Gham Ke Khayaal Se
Uthai’n Haath Apne Leay To Phir Bhi Meray Leay He Dua Karay
Ye Qasaas Ajeeb’O’Ghareeb Hai, Yeh Mohabbato’n Ka Naseeb Hai
Mujhe Kesay Khud Se Juda Karay, Usay Kuch Batao Ke Kia Karay
Kabhi Tay Karay Yunhi Soch Soch Mai’n Woh Firaaq Ke Faaslay
Meray Peechay Aa Ke Dabay Dabay, Meri Aankhai’n Moond Hansa Karay
Bhala Kesay Apnay Hi Aks Ko Mai’n Rafeeq-e-Jaan Bana Sakoo’n
Koi Aur Ho To Bata To De, Koi Hai Kahee’n To Sada Karay
Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato’n Ki Udaasia’n
Wo Milay To Bus Ye Kahoo’n Ke Aa, Maira Moula Tera Bhala Karay
Umeed Hai Aap Logon Ko Bhi Pasand Aye Gi..
Regards,
muncho
December 5, 2007, 1:35pm
2
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato'n Ki Udaasia'n..
as per ur umeed pasand aaee ye gazal bhee :)
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato’n Ki Udaasia’n..
nice :k:
Koyal
December 5, 2007, 2:51pm
4
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato'n Ki Udaasia'n..
Aik Ghazal Jo Mujhe Buhat Pasand Hai..
Meray Dard Ki Jo Dawaa Karay, Koi Aisa Shakhs Hua Karay
Wo Jo Bay'Panaah Udaas Ho, Magar Hijr Ka Na Gila Karay
Meri Chahatai'n Meri Qurbatai'n Jisay Yaad Aaei'n Qadam Qadam
To Wo Sab Se Chhup Ke Libas-e-Shab Mai'n Lipat Kay Aah'O'Baka Karay
Barhay Uss Ka Gham To Qaraar Kho De Wo Meray Gham Ke Khayaal Se
Uthai'n Haath Apne Leay To Phir Bhi Meray Leay He Dua Karay
Ye Qasaas Ajeeb'O'Ghareeb Hai, Yeh Mohabbato'n Ka Naseeb Hai
Mujhe Kesay Khud Se Juda Karay, Usay Kuch Batao Ke Kia Karay
Kabhi Tay Karay Yunhi Soch Soch Mai'n Woh Firaaq Ke Faaslay
Meray Peechay Aa Ke Dabay Dabay, Meri Aankhai'n Moond Hansa Karay
Bhala Kesay Apnay Hi Aks Ko Mai'n Rafeeq-e-Jaan Bana Sakoo'n
Koi Aur Ho To Bata To De, Koi Hai Kahee'n To Sada Karay
Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato'n Ki Udaasia'n
Wo Milay To Bus Ye Kahoo'n Ke Aa, Maira Moula Tera Bhala Karay
Umeed Hai Aap Logon Ko Bhi Pasand Aye Gi..
Regards,
Beautiful sharing :)
Sheal
December 5, 2007, 4:52pm
5
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato’n Ki Udaasia’n..
bohot khoobsorat :k:
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato’n Ki Udaasia’n..
very nice :k:
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato'n Ki Udaasia'n..
aap sab ka buhat shukria :)
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato’n Ki Udaasia’n..
beautiful :k:
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato'n Ki Udaasia'n..
beautiful sharing....
Aryaan
December 6, 2007, 2:15am
10
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato’n Ki Udaasia’n..
Nice One Ahmer ..:k:
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato'n Ki Udaasia'n..
hi Ahmer,
wonder poem.
this is a very high stake expectancy poem. better not have so much to look forward to, in the way of simplicity. hop often gives way to a smack right on its face.
people feel suffocated... to them, artificiality is what gives them resuscitated life and they are apparently alright with that, so why proffer such emotional purity?
it wont stand a chance, in the face of poisoning doubts.
best,
Dushwari
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato'n Ki Udaasia'n..
beautiful poem
Daanie
December 6, 2007, 4:59am
13
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato'n Ki Udaasia'n..
nice sharing :)
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato’n Ki Udaasia’n..
nice one :k:
Ali_2
December 6, 2007, 9:59am
15
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato’n Ki Udaasia’n..
buhat khoob :k:
Re: Usay Dhoondti Hain Gali Gali, Meri Khilwato'n Ki Udaasia'n..
aap sab ka buhat shukria :)