Koyal
1
us simt chalay ho to bas itna use kehna
ab koi nahi hurf-e-tamanna use kehna
us ne hee kaha tha to yakeen mein ne kiya tha
***umeed pe kaa’yeem hai ye duniya use kehna ***
duniya to kisi haal mein jeene nahi deite
chahat nahi hoti kabhi ruswa use kehna
zarkhez zameenein kabhi banjar nahi hotien
dar’ya hee badal leite haiN rasta use kehna
wo meri rasaayi mein nahi hai to ajab kia
***hasrat bhi to hai ishq ka lehja use kehna ***
kuch log safar kae lie mozoo nahi hote
kuch raste kat-tae nahi tanha …Use Kehna
--------------------
Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
very nice :k:
Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
the most touching ghazal koyal
mujhe hamesha se iski talash thi cuz i got only one shair of that ghazal thx for sharing comply ghazal :kuku:
Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
buhat khob
zabardast
Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
one of my most fav ghazals.. thnx for sharing jee :)
_dArd
7
Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
Zabardast Intekhaab e Ghazal
Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
beautiful lonley ye ap bethay ho 
Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
Koii baithi b haii, uska b bata do woh kaun haii ? 
Beeeeautifulll Sharing Koyal.. :k:
Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
the way she is bethi huwei sharam aiey thei poochtey huwey

Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
Buhat Aala Sharing … :~)
Mujhay Sab Bata Diya Hay** Us Nay **… Fikar Na Karo 
Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
Koi hain kismat walay :(
ye na thi hamari kismat ke visaal e yaar hota :(
Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!

Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!

Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
Very nice Koyal ji:-)

wonderful :)
Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
beautiful......thanks for sharing
muddii
18
Re: Us samt chalay ho to bas itna use kehna!!!
us simt chalay ho to bas itna use kehna
ab koi nahi hurf-e-tamanna use kehna
us ne hee kaha tha to yakeen mein ne kiya tha
**umeed pe kaa'yeem hai ye duniya use kehna **
duniya to kisi haal mein jeene nahi deite
chahat nahi hoti kabhi ruswa use kehna
zarkhez zameenein kabhi banjar nahi hotien
dar'ya hee badal leite haiN rasta use kehna
wo meri rasaayi mein nahi hai to ajab kia
**hasrat bhi to hai ishq ka lehja use kehna **
kuch log safar kae lie mozoo nahi hote
kuch raste kat-tae nahi tanha ........Use Kehna<!--fontc--><!--/fontc--><!--IBF.ATTACHMENT_278724-->
--------------------
Great Choice:)
Koyal
19

thanks gul :)