Us ney kaha mujh sey kitna piyar hai ?
MAin ney kaha sitaron ka koi shumar nahin
Us ney kaha k kon tumhin hai bohat aziz ?
MAin ney kaha, dil pey jis ka ikhtiyar hai
Us ney kaha Kon sa Tofah tumhin main doon ?
MAin ne kaha wohi shaam jo abhi tak udhar hai
Us ney kaha Khizan main mulaqat ka jawaz ?
Main ney kaha, qurb ka matlab bahar hai
Us ney kaha senkron gham zindagi main hain ?
Main ney kaha gham nahin, jab ghamgasar saath hai
Us ney kaha saath kahan tak nibhaon gi ?
Main ney kaha jitni yeh saans ki taar hai
Us ney kaha mujh ko yaqeen aaye kiss tarah ?
Main ney kaha, naam mera aetbaar hai.
Re: Us ney kaha mujh sey kitna piyar hai ?
bohat khoob reet sitarron ka koi shumaar hai
dobara parh k bohat acha laga thx for sharing:)
Re: Us ney kaha mujh sey kitna piyar hai ?
{{Us ney kaha saath kahan tak nibhaon gi ?
**Main ney kaha jitni yeh saans ki taar hai**}}
Very nice Reet. Thank you for sharing!
Re: Us ney kaha mujh sey kitna piyar hai ?
*BUhat.,.. khoob Reet sis,, very nice,, *
Re: Us ney kaha mujh sey kitna piyar hai ?
Us ney kaha senkron gham zindagi main hain ?
Main ney kaha gham nahin, jab ghamgasar saath hai
very nice!!
Re: Us ney kaha mujh sey kitna piyar hai ?
Buhat Khoob ![]()
Re: Us ney kaha mujh sey kitna piyar hai ?
** BUhat.,.. khoob **
** Reet sis**
Re: Us ney kaha mujh sey kitna piyar hai ?
:k:
Re: Us ney kaha mujh sey kitna piyar hai ?
*BEINGLONELY
farooqahmad
ishrat
Precious Khan
decent Felow
Prince Ali *
thnx to all of you for liking it..........!