**Us Ne Phir Pocha..
oos nai phir poocha meri khamoshi ka sabab.
Is rangeen dunya main oodasi ka sabab.
Is terha toot k chahne ka sabab.
U apne dil main Basane ka sabab.
har lamha oos ko sochne ka sabab
apne naam Sai u jorne ka sabab.
bahoon main rakhne ki tamana ka sabab.
labon sai choone ki tamana ka sabab.
juda ho jaine k dar ka sabab.
kho jane k dar ka sabab.
bichar jane k dar ka sabab.
bhool jane k dar ka sabab.
kia kahoon main …kia kehta
bas yehi keh saka …Ky
tum meri ho mujeh
tum sai mohabat hai… **