us ne kaha * ~ * ~ * ~ * ~ * me ne kaha !!!!!1

(Us ne kaha)
Tum me pehli si baat nahi?
(Maine kaha)
Zindagi me ab tera sath nahi,
(Us ne kaha)
Ab bhi kisi ki aankhon me doob jate ho?
(Maine kaha)
Ab kisi ki ankhon me wo baat nahi,
(Us ne kaha)
Kya mein bewafa ho?
(Maine kaha)
Mujhe ab wafa ki talash nai
(Usne kaha)
Kyun itna toot kr chaha muje?
(Maine kaha)
Mein insan ho koi pathar zaat nai.
(Usne kaha)
Bhol jao mujhe!
(Maine kaha)
Tum haqiqat ho koi khwab nai

Re: us ne kaha * ~ * ~ * ~ * ~ * me ne kaha !!!1

:hmmm:

Re: us ne kaha * ~ * ~ * ~ * ~ * me ne kaha !!!1

us ney kaha :
kya tumhein kahna pakna ata hai
**mae **ney kaha:
chef rahk lein gey
**us **ne kaha :
ghar ke kaam ker lo gi:faizy:
**mae **ney kaha :
noker rahk lein gey
**us **ney kaha :
kitni qualification hai:confused:
mae ney kaha :
qaber mae pehla sawal taleem ka nahi :nahi:
us ney kaha:
kuch ata wa bhi hai ya nahi :hmmm:
mae ney kaha:
nikah ek rishta hai koi shertun ka ambaar nahi :snooty:

Re: us ne kaha * ~ * ~ * ~ * ~ * me ne kaha !!!1

final kia hua

Re: us ne kaha * ~ * ~ * ~ * ~ * me ne kaha !!!1

both jiia and fariha

:k:

Re: us ne kaha * ~ * ~ * ~ * ~ * me ne kaha !!!1

shadi se pehly

shadi k baad :halo:

Re: us ne kaha * ~ * ~ * ~ * ~ * me ne kaha !!!1

:hat:

final wo abhi baqi hai :wink:

Re: us ne kaha * ~ * ~ * ~ * ~ * me ne kaha !!!!!1

kab hai final