us na kaha ishaq ka nasha utar gya

us na kaha ishaq ka nasha utar gya
main na kaha husan b tm sa mukar gya

us na kaha tm ko dilani the chorian
main na kaha ab wo zamana guzr gya

us na kaha kya hoe kajal ki dhar si
main na kaha ankh sa darya utar gya

us na kaha ya teri chiryo sa dosti
main na kaha dil mera dunya sa bhar gya

us na kaha khab main ana ka wqt do
main na kaha neend ka mosam guzar gya

us na kaha kya mila sb sa bigar kar
main na kaha wqt tu acha guzar gya

us na kaha wo nai da ga sath tumhara
main na kaha chlo wo wada tu kar gya

akhir ko tang a kar us na kahi ya bat
wo tum kahan gae wo zamana kidar gya

Re: us na kaha ishaq ka nasha utar gya

nice 1 :)

Re: us na kaha ishaq ka nasha utar gya

akhir ko tang a kar us na kahi ya bat
wo tum kahan gae wo zamana kidar gya

buhat allllllllaaaaaa

Re: us na kaha ishaq ka nasha utar gya

thanx bari b n no thanx sunny bahya ye ap ka ahlaqi frz tha

Re: us na kaha ishaq ka nasha utar gya

acchi ghazal hai...