Us ke Bina ji Paon aisa bhi nai he

**Koi harf-e-tasalli koi dilasa bhi nai he
is bhare shehr men koi shanasa bhi nai he

Kabhi lagta he men us ki rooh men hun shamil
kabhi lagta he wo mera zara sa bhi nai he

tark-e-tahluq kar to lun laikan ye soch ke darta hun
ke us ke siwa zindagi men koi asasa bhi nai he

men us se door ho lun ye mumkin he magar
us ke bina ji paon aisa bhi nai he**

Re: Us ke Bina ji Paon aisa bhi nai he

Very Nice Sharing Udaas … :k:

PS:- Please Keep Sharing.

Re: Us ke Bina ji Paon aisa bhi nai he

Nice1.. :k:

Re: Us ke Bina ji Paon aisa bhi nai he

:lajawab:

Re: Us ke Bina ji Paon aisa bhi nai he

bohot khub

Re: Us ke Bina ji Paon aisa bhi nai he

Good One Udaas..:k:

Re: Us ke Bina ji Paon aisa bhi nai he

cool sharing

Re: Us ke Bina ji Paon aisa bhi nai he

Bohat shukria ap sub ka

Re: Us ke Bina ji Paon aisa bhi nai he

tark-e-tahluq kar to lun laikan ye soch ke darta hun
ke us ke siwa zindagi men koi asasa bhi nai he

Wah Udaas G cha gaiy aap tou :lajawab:

Re: Us ke Bina ji Paon aisa bhi nai he

shukria sanan ji

Re: Us ke Bina ji Paon aisa bhi nai he

nice sharing........................