Us ka hokum
Mujahay mila hai hokum ka aab tum chalay jaaoo
Ya dill ke baat hai aab tum chalay jaaoo
Main hoon khush aab tum chalay jaao
Kabhi na dekhna mur kar aab tum chalay jaao
Nahi zaroorat tumahari aur tumaharai baton kee
Tum dard kee in yadoon kay sath chalay jaao
Janah say aa na sako kabi lot kart um
Kisi asi jagaha aab tum chalay jaao
Ya intazar galat hai ka main aa oon gee
Mari koyee baat tu manoo aab tum chalay jaao
Mari Iltaja
Tumahara hukum hai hukame Khuda ke manid
Ajj ka din hai roz e saza ke manid
Tumahari khawaish hai ihtaram kay kabil
Mara wajood hai raham kay kabil
Jhuka hai sir tu jhuka he rahnay doo
Utha joy ya to alam kuch aur hoo ga
Ya vo he sir hai jo taray mohabat main utha rahta tha
Ya vo he sir hai jo taray samnay jhukiya hai
Mari iltaja hai tum say mujahay maff kar doo
Maray janay say pahlay mujahay azad kar doo
Azad kar do apni mohabat say
Azad kar do apni yadoon say
Azad kar do apnay Dilsay
Azad kar do apni bahoon say
Main jaoon behi to kasay jaaoon asay
Ankh num hai tumahari behi mari taraha
Majboor koyoon kartay hoo apnay dill ko
Baas ak bar kahoo tum ko mujah say mohabat hai
Ya sawal nahi akhri iltaja hai
Agar nahi hai tu
Kiya kabhi thee…
by Dilsay