**
Us k Khuwaabo’n Ka Bhi Hay Shoq, us ki Yaado’n Mein Bhi Maza…
**
Samajh Mein Nahi Aata, So Jaoon K Usay Yaad Karta rahoon…?
**
Us k Khuwaabo’n Ka Bhi Hay Shoq, us ki Yaado’n Mein Bhi Maza…
**
Samajh Mein Nahi Aata, So Jaoon K Usay Yaad Karta rahoon…?
Re: Us k Khuwaabo’n Ka Bhi Hay Shoq…
usay yaad karty karty so jaein
Re: Us k Khuwaabo’n Ka Bhi Hay Shoq…
Qurra andazi kar len
Re: Us k Khuwaabo’n Ka Bhi Hay Shoq…
sony aur yaad karny k darmiyan
Re: Us k Khuwaabo’n Ka Bhi Hay Shoq…
kuch der so jaoun phir to vese hi BATTI GUL hone se jagna hi hy