us ajnabii se haath milanayy k waastayy ...

***

marrtii hoii zameeN ko bachana parra mujhe
badal kii tarah dashtt per aana parra mujhe

wo ker nhe raha tha merii baat ka yaQeen
phir yun howa k marr ker dekhana parra mujhe

bhoolayy se merii simt koii dekhta na tha
chehRe pe naya ik zakhm lagana parra mujhe

Us ajnabii se haath milanayy k waastayy
mehfil mein sub se haath milana parra mujhe


Re: us ajnabii se haath milanayy k waastayy ...

very nice tay changi poetry

2 Likes

Re: us ajnabii se haath milanayy k waastayy …

:chai:

Re: us ajnabii se haath milanayy k waastayy ...

woww kia kahnay g

Re: us ajnabii se haath milanayy k waastayy …

achee hai :k:

Re: us ajnabii se haath milanayy k waastayy ...

tm kahan se tapkayy? :o

Re: us ajnabii se haath milanayy k waastayy …

very nice :k: