uri baba

:blush:** chodah agast **anay wali haigi .kis kis ne teyariyan shiyariyan shuroo kar diti ne?

:blush: main te hari kameez te silvar shalwar banvane haigi:D
paranda kis rang da dalan:D?

chaloo fer pangray paoo:balley::nuch::aejaz:

Re: uri baba

main nay to green tee shirt banwayee hai.. :jhanda:

Re: uri baba

mein ney na .........
nahaney k liye pani jama kerna shrroo kerdia hai

tussi ve thallay silvar pant paiyo

:aejaz:

Re: uri baba

:rotfl: HAHAHA.. yeh bhi theek hai… acha kia pehlay say jama karna shuru kar dia.. warna to masla ho jata.

chameli jee app urdu main baat kar lain… mujhay thallay whallay samajh nahin aata :hehe:

app apna dress post karain.. phir hum us ko match karain gay.. :hehe:

jo tussi kaho.English vich ve gal kar sakdiaan main te:D

:rotfl:

Pani ka keera.

oh AHo jee.. u can ishpeak to me in Agraizi :hehe:

:nuch:

:cheer:

ap kia mattee say nahatey hoo :barbie:

Re: uri baba

me kia kare???:bummer:

ideas do :lb:

what is u :D?

Mainu green shalwar kameez labnay main help:D

hain.. wot is u askin.. i dont know.. :bummer:

Re: uri baba

khud lab apni shalwar qameez mujhe apne liye ideas chahiyain:snooty:

Re: uri baba

main ne kuch bhy nahy kiya

yahan bunda abb kiya karey, ?

Re: uri baba

ulte latak jao :chai:

Re: uri baba

i m not in KSA :omg:

any way! what up billi

Re: uri baba

:hehe: to wahaan latak ke apne paindu hone ka muzahira karo :chai:

hey nuthing much yaar wat bout u??:faizy:

Re: uri baba

kam se aya hoon

abhy so mar jaon ga, kal uni hai :woho:

Re: uri baba

abhi marney waley hoo :eek: