Urdu zuban ki ahmeyat

Re: Urdu zuban ki ahmeyat

Ji me ny parh lia tha laikn adaab k jawab me kia kehty hain?:confused: dimagh ki batti bujh gaye hy

Re: Urdu zuban ki ahmeyat

haN jii, bajaa farmaayaa…maddiyaat meN taraqqii aur iKhaalqiyaat aur lisaaniyaat men tanazzul hii ba-zaahir nazar aataa hai.

Re: Urdu zuban ki ahmeyat

dimagh ko pata hai to istemaal kijiyeey janab-e-aaliya… wese baaki le log kyun nahi urdu ko mashghalay ke tor per seekhte ?? :konfused:

Re: Urdu zuban ki ahmeyat

Tasleemat tasleemat:)

Re: Urdu zuban ki ahmeyat

taaAzeem qubul kijiyeey aalija :@: