Adaab Dostoon,
Hum aap ke leye aik aur naya izaafa lekar haazir hain, jahaan aap Urdu ki behtareen poetries Videos ke sath share kar saktay hain …
Hamare bahut se guppies aise bhi hain jinhoo ne hamare azeem sho’ra ka kaalam tau parha hai magar shayad kabhi unhain dekhne ka mauqa naseeb na huwa … Tau chalain, is bazm mein humein yeh mauka bhi mileyga ke hum Urdu Adab ke in azeem sho’raa ko apna kalaam parhta dekh payenge …
Umeed hai aap is silsilay ko apne contributions se chaar-chaand laga denge …
Shukriya …
Re: Urdu Video Poetries
Parveen Shakir - Chalne ka hausla nahe, rukna mohaal kar diya
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
Ahmed Faraz - Suna hai log ussay aankh bhar ke dekhtay hain …
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
**Ahmed Nadeem Qasmi - Tujhe khoakar bhi **
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
Muneer Niazi - Hameisha deir kar deita hoon
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
Jaun Elia – Dil ne wafa ke naam par kaar-e-wafa nahi kiya
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
Noshi Gilani - Ghazal - Ishq karo tau yeh bhi socho
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
Amjad Islam Amjad - Jo Zakhm tu ney diye thay woh bharte jate hain
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
Dilawar Figaar - Tanha na mera Urs manane k liye Aa
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
Bashir Badr - Loag Toot Jatay Hein Aik Ghar Bananay Mein
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
**Nida Fazli - Dushmani laakh sahi khatm na keeje rishta **
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
Wasi Shah - kash mein tere haseen hath ka kangan hota
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
Fakhara Batool - Funny Poetry
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
Kishwar Naheed - Aye rahe hijre nauforoz
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
Yasmeen Hameed - Subukh hoti hawa se tez chalna chahati hoon
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
Faiz Ahmad Faiz: The Last Mushiarah
VIDEO
Re: Urdu Video Poetries
**Farhat Abbas Shah - Tum ne dekha hai kabhi ek nazar **
VIDEO
UZ
August 6, 2010, 5:37am
18
Re: Urdu Video Poetries
Really really nice thread, sometimes you enjoy listening to the orignal poet.:k: Very nice
Thanks a lot UZ, and I will try to share more original versions of our great Poets …
I hope to see contributions from guppies as well …
Re: Urdu Video Poetries
Nasir Kazmi - Gali gali meri yaad bichi hai
VIDEO