Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

bekaar admi murday se badtar hai kyonke murda kam jaga ghairta hai

bura insaan achayi main bhi burai dhoondta hai jaise makhi saare khubsoorat jism ko chor ker zakham pe baithti hai.

** zindagi itni asaan nahi ke chup chaap guzar jaye aur itni mushkil bhi nahi ke na guzar sake**

3 cheezon ka ehtaram karo "ustaad, waldain, buzurg"

** ***3 ko saath rakho "sachayi, imaan, naiki"*

** 3 ko yaad rakho "ehsan, naseehat, maut"**

** 3 ke liye laro "watan, izzat, haq"**

** 3 pe qaboo rakho "zaban, ghussa, nafs"**

** 3 se bacho "burayi, hasad, chughli"**

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

Re: Urdu quote/aqwaal ka dhaga

mein nay oooper wali dono posts hi nahi parhi