Urdu Practice

Re: Urdu Practice

par phir bhi aanee tho chahiye! sub boltay hain aaj kal. humari chotay cousins boltay hain aur phir mujhe mushkil ho jaati hain kyun ke soch kar bolna parta hain oonke saath. punjabi ko urdu mein translate karna parta hain mind mein.